Swagat hai aap Sabhi ka meri Website TallyClass.com Par aur yaha se shuru hota hai hamare course ka Chapter 18: Purchase Entry with GST items in tally ERP9
Chapter 18 : Purchase GST Entry in Tally ERP9
yani Aisi Purchase jo hamne self State se ki ho aur Jiske items par Tax lagta ho. Chahe wo Tax 5%, 12%, 18%, ya 28%
to Aisa koi bhi item jo hamne self State se Purchase kiya ho aur Jiske Items Par Tax lagta ho use Purchase GST kehte hai.
Purchase GST ki Entry ke liye Aap Diya Gaya video Shuru se Aakhir Tak Dekhe taki aapko purchase ki entry karne me kisi tarah ki koi bhi Pareshnai na ho.
To Download PDF notes Click Here
Sir
Purchase Entry with GST Items in practice noat me invoice bill 50000 ke upar gya to vaha one option open hogya bill by bill ka to use kay karneka
Sir ple ek video payment entry ka dal dijiya
Hello sir,
Maine apki videos se seekh rha hu but jha maine practice notes ki practice krte time kr rha tha to jha pr ik mistake hai notes me chapter no.18 purchase entry with GST isme invoice number 18420 ( varun electronics)
isme apne taxable amount same daal diya aa.
please check after reading my comment and also thanks for this video. if is possible please reply me on my mail id.
regards
sanjiv
Good evening Afjal Bhai
Q.Agar koi company apne product ko sale karne par seller ko cash(commission) Na dekar us seller ko foreign trip ki ticket de to seller apne book me iski journal entry kya karega?
Please reply
tally
Thank you very much for giving us very nice course of tally.