Welcome Again to My Website TallyClass.com & New Chapter of My Course Purchase Entry of IGST Items in Tally
Chapter 19 : Purchase IGST Entry in Tally ERP9
Is Chapter me ham Purchase IGST ki Entry Karna Sikhenge Yani Aisi Kharid Jo Hamne Kisi Dusre State se ki ho aur Jiske Items par GST lagta ho Use Purchase IGST kehte hai.
Aur Is Tarah ki Kharid ki Entry Tally me Alag Tarah se ki jati hai jis tarah hamne pichle 2 Chapter ki Entry Alag Alag Tarah se ki Thi
Video me aapko is Topic se related ki Entry ka Complete Guide milega aur hare k point ko aapko ache se dekhna hai taki aapko video ache se samajh me aa jaye aur aur apko is tarah ki Entry Karne me aapko Kisi Tarah ki Pareshani na ho
Kisi bhi Tarah ka Sawal ho To Comment Kare. Aapke Sawalo ko Padh kar Aane Wale Kisi Bhi Video me aapko apne sawal ka jawab mil jayega
PDF Notes Download Karne Ke Liye Click Karen
Agar koy product may GST rate change ho jata jay
Tob kaya hoga
Assalamu Alaikum Afzal Sir very Good explanation of tally.Jazakallah
Sir purchase ka Jo ms word par list banaye hai uska link e-mail par bhej dege plz entry karne me aasan yoga.
Mere pc me purchase IGST ka ledger create hota hai jb select ke liye jate hai to show nhi karta aur nhi aata h
sir where is the purches entary sir
Hii sgst cgst aur igst me auto gst nahi aata hai to kya kare please bataye